Advocate Hindi Joke


Ek advocate ne apna naya office khola..
Use aadmi office ke andar aata dikha...
Advocate phone utha kar bola - Dekho, Ray Bahadur Chunnilal se kaho ki meri jagah se case jeet gaye hai..

Fir aadmi aandar aa gaya
Wakil Sahab bole - Ji Janab, Farmaiye, Me aapki kya seva kar sakta hu ?
Aadmi hichkichate hue bola - Main to aapka phone thik karne aaya hu... 

.

Santa and Wife Joke in Hindi

Santa ki shaadi hui aur  teen mahine baad hi uska Beta ho gaya.
Santa -  Ye Humara bachha teen Mahine me kaise ho gya ? Aur har kisi ka  to kam se kam 9 mahino ke baad hota hai ?
Biwi -  Aap Bhi Na... Bade WO ho... ye baatao tumhri shaadi ko kitna time hua hai..?
Santa -  3 Mahine...
Biwi - Aur Meri shaadi ko?
Santa - hmm... 3 Mahine..
Biwi - Aur humara beta kitne time me hua hai?
Santa - Wo bhi 3 mahine baad..
Biwi - Total kitne Mahine Hue?"
Santa Khushi Se - Ohh Shitt Yaar, Time ka pata hi nahi Chala.. I am Sorry Jaan , Mene tum par shak kiya... 

Santa Banta Joke in Hindi


Santa - Aaj mera fir kareena ko kiss karne ka mann kar raha hai ...
Banta - Oye.. Kya tune kareena ko kiss kiya hua hai..?
Santa - Nahi.. Lekin pehle bhi ek baar kiss karne ka dil kiya tha :)