Sad Shayari in Hindi

Aasaan nahi hota kisi ko bhulana,
Chahe wo apna ho ya begana,
Dil ki baatain bas samjhata hai dil,
Inhe kya samjhayega ye zalim zamana???

Romantic Hindi SMS for Girlfriend

Yaad karne ke liye koi chahiye,
Aap nahi to aapki tasvir chahiye,
Par tasvir aapki hmara dil behla na sakegi,
Kyuki ye apki tarah kabhi muskura na sakegi..

Sad Shayari For Girlfriend in Hindi


Gamo me hasne walo ko rulaya nahi jata,
lahar se pani ko hataya nahi jata,
Banne wale khud ban jate hai apne,
Kisi ko kah kar apna banaya nahi jata...

Hindi Sad Shayari


Fursat kise hai, jakhmo pr marham lagane ki,
Nigaahe badal gai apne aur begaane ki,
Tum na chhodo ye sath kabhi,
Warna tamanna na rahegi kisi ko apna banane ki...

Sad SMS For Girlfriend


Ek zara-si bhul khata ban gai,
Meri wafa hi meri saja ban gai,
Dil liya aur khelkar tod diya,
Hmare aansu nikale,
Aur unke hotho ki muskaan ban gai...

Heart Touching Shayari in Hindi


Humne maut rok rakhi aur tera intazaar kiya,
Sajna tere jhuthe waado ka aitbaar kiya,
Humne jaan dene me ek pal na lagaya,
Tune jaan lene me nakhraa hazar kiya