Sad SMS for Ex-Girlfriend

Baazi jeet kar bhi mein hara tha
Dil ka har armaan mene mara tha
Per bhula nhi saka mein us lamhe ko
Jo lamha mene tere sang gujara tha..  :(

Sad SMS for Busy Friend


Kabhi gamo se tumhri mulakat na ho,
Udaas bethe raho aisi koi baat na ho,
Shiqayat ho to hume maaf kar dena,
Fursat mile to hume bhi yaad kar lena...

Hindi Sad Shayari for Lover

Aap rutha na karo yun humse,
Mere dil ki dhadkan badh jati hai,
Dil to aapke naam kr chuke hai,
Bas jaan hi hain baki, Magar wo bhi nikal jati hai..

Sad Shayari in Hindi

Aasaan nahi hota kisi ko bhulana,
Chahe wo apna ho ya begana,
Dil ki baatain bas samjhata hai dil,
Inhe kya samjhayega ye zalim zamana???

Sad Shayari For Girlfriend in Hindi


Gamo me hasne walo ko rulaya nahi jata,
lahar se pani ko hataya nahi jata,
Banne wale khud ban jate hai apne,
Kisi ko kah kar apna banaya nahi jata...

Hindi Sad Shayari


Fursat kise hai, jakhmo pr marham lagane ki,
Nigaahe badal gai apne aur begaane ki,
Tum na chhodo ye sath kabhi,
Warna tamanna na rahegi kisi ko apna banane ki...

Sad SMS For Girlfriend


Ek zara-si bhul khata ban gai,
Meri wafa hi meri saja ban gai,
Dil liya aur khelkar tod diya,
Hmare aansu nikale,
Aur unke hotho ki muskaan ban gai...

Heart Touching Shayari in Hindi


Humne maut rok rakhi aur tera intazaar kiya,
Sajna tere jhuthe waado ka aitbaar kiya,
Humne jaan dene me ek pal na lagaya,
Tune jaan lene me nakhraa hazar kiya